Monday 26 March 2012

Aasan Tarjuma Quran - 3 Volumes - By Shaykh Mufti Taqi Usmani

Read Online


Volume 1 Volume 2 Volume 3


https://islamicbookslibrary.wordpress.com/ Download


Volume 1 [14] Volume 2 [13] Volume 3 [15]


Alhamdulillah


IslamicBooksLibrary is proudly presenting one of the most awaited books on the net


"Aasan Tarjuma Quran - 3 Volumes - By Shaykh Mufti Taqi Usmani"


and thank brother Saqib, who is the top contributor on our blog, for providing such an important book in beautiful scanning and very compact PDF size, we ask our readers to remember him and this humble servant in your daily duas. Jazakallah

32 comments:

  1. MashALLAH... Allah ap ko bohat bohat jazay e khair day... is se phle ye tarjuma internet pe shyd kahin avaliable nhi tha....
    bohat bohat khushi hui ye dekh ker....

    ReplyDelete
  2. Danish Affan calcutta india26 March 2012 at 08:26

    musalman saqib khan bhai aapki khidmat ko ALLAH beinteha kubool farmaye. hope we meet some day. jazakALLAH

    ReplyDelete
  3. Subahan Allah. Allah apney rehamaton ki barish Saqib Bhai per barsaye. Aur pyare maroof "Musalman Bhai" ko Allah apni nemato se bharpur nawaze. Ameen.

    ReplyDelete
  4. Jazakallah Khair.

    ab sirf "Inaam ul Baari" upload ho jaye to kya kehnay

    Allah aapko jazaye Khair de.

    ReplyDelete
  5. Allah Aap ko jzay kher Ata farmay

    ReplyDelete
  6. Important Book in scanningand very compact PDF. Alla aap ko Ajre azim ataa farmare.Ameen.from Dr M.U.Khan

    ReplyDelete
  7. subhanalla.alla aap ko ajre azim ataa farmaye.

    ReplyDelete
  8. Zindabad aap ne hamara dil khush kar dia, dua k ilawa kuch kar nahi sakta, kitni khushi hwi biyan se bahir ha

    ReplyDelete
  9. thanks very much

    ReplyDelete
  10. muhammad Hassaan29 March 2012 at 06:26

    Allah aap sub ko jaza e khair sey nawazey.is k ilawa kia kahon. Bahot Shuria.

    ReplyDelete
  11. السلام عليكم
    From:Muhammad Usman Ali
    Allah aap ki khidmat ko kabool farmaay aur apni shayanishan badla ata farmae aameen.
    Aap say guzarish hay kih aasan tarjama-e-quran kay aik jild walay edion ko upload kar dayn.Mufti Muhammad Taqi Usmani sahib nay risala Albalag may likha hay khay yah letest edion hay aur jo kumyah aglat aur khamyah 3 jild walay may thihi un ki 1 jild walay may tashi kar di gae hay.
    Aap hazrat ki miherbani ho gi.shukria.

    ReplyDelete
  12. WaAlaikumAssalam

    Hazrat aap kia Mufti sahab kay iss albalagh walay mazmoon ka online link de saktay hain?

    ReplyDelete
  13. rehmatullah khan1 April 2012 at 00:00

    jazaakALLAH khair.... please upload inaam ul baari, ahsraf ul hidayah and ahsan ul hidaya... please please please do it before the next academic years beging in our madaaris i.e b4 shawwal..

    ReplyDelete
  14. السلام عليكم
    From:Muhammad Usman Ali
    Allah aap ki khidmat ko kabool farmaay aur apni shayanishan badla ata farmae aameen.
    Aap say guzarish hay kih aasan tarjama-e-quran kay aik jild walay edion ko upload kar dayn.Mufti Muhammad Taqi Usmani sahib nay risala Albalag may likha hay khay yah letest edion hay aur jo kumyah aglat aur khamyah 3 jild walay may thihi un ki 1 jild walay may tashi kar di gae hay.
    Aap hazrat ki miherbani ho gi.shukria.

    ReplyDelete
  15. Muhammad Hassan3 April 2012 at 05:51

    A.O.A musalman bhai muhje Moulana Abdul Shakoor Lakhnavi(r.a) per thesis likana hai. Kia aap meri madad kr skty hain? Bahot meharbani ho gi.

    ReplyDelete
  16. Akhonzada Liaqat5 April 2012 at 19:46

    JAZALALLAH HU KHAIARAN FEDDUNYA WAL AKHERA MUFTI SAHEB

    ReplyDelete
  17. Please upload the tafseer e madni alkabeer by maulana muhammad ishaq madni dbh.

    thanks!

    ReplyDelete
  18. اللہ آپ حضرات کو پہت جزاء خیر دے میں اک طالب علم ہوں اور مالی وسائل اتنے ہوتے نہیں کہ بہت سی کتابیں خرید سکوں۔ اب آپ حضرات کی مہربانی سے کتابیں لیب ٹاپ پر پڑھ لیتا ہوں۔ گزارش ہے کہ مفتی تقی عثمانی کی انگریزی تفسیر ویب سائٹ پر نہیں ملتی اُس کا کچھ کر دیں اگر پہلے سے موجود ہے تو لنک بتادیں۔

    ReplyDelete
  19. muhmmed shakeel rashidi12 April 2012 at 22:34

    jazakallah

    ReplyDelete
  20. shahnawaz Ahmed Siddiqui18 April 2012 at 03:21

    Allah tabarak wa tala aap ki is kawish ko qiyamat tak ke liye qubool farmaye.waqye yeh Kitaboun ka khazana hai,
    Moulana taqi osmani sahab DBT ki english tafseer e quran mere pass moujood hai kisi ko chaiye to wo mujhe mail karain shanawa_shil@yahoo.com

    ReplyDelete
  21. Assalam-o-Alaikum
    Kya aap Kay paas scanned copy hai? Ya sirf translation hai?

    ReplyDelete
  22. Tafseer Ma’ariful Quran in English:
    https://islamicbookslibrary.wordpress.com/2012/01/21/maariful-quran-english-shaykh-mufti-muhammad-shafi-r-a/

    ReplyDelete
  23. Bhai aap is link per chale jaye yaha Tafseer Ma'ariful Quran English main mojud hai.



    Sheikh Hassan :
    اللہ آپ حضرات کو پہت جزاء خیر دے میں اک طالب علم ہوں اور مالی وسائل اتنے ہوتے نہیں کہ بہت سی کتابیں خرید سکوں۔ اب آپ حضرات کی مہربانی سے کتابیں لیب ٹاپ پر پڑھ لیتا ہوں۔ گزارش ہے کہ مفتی تقی عثمانی کی انگریزی تفسیر ویب سائٹ پر نہیں ملتی اُس کا کچھ کر دیں اگر پہلے سے موجود ہے تو لنک بتادیں۔


    ReplyDelete
  24. assalamo-alaikum huzoor s.a.w ne aisy shaks k lia u dua frmai h:k khoosh rhe aur khooshkhabri ho aise logon k lia jn kw allah Khair ki chabi bna dy aur shar kw obnd krny ka zariah bna dy

    ReplyDelete
  25. MashALLAH!

    Bhai! Also include following tafaseer in your "books to upload" list

    1. "Anwaar Ul Bayan" by Mufti Ashiq Elahi Buland-Shehri rahimahullah
    2. "Mawahib Ur Rahman" by Allama Ameer Ali Malih-Abadi rahimahullah (the most detailed tafseer in urdu)
    3. "Umdatul Bayan (Tafseer E Madni Al-Kabeer)" by Maulana Ishaq Khan Al-Madni (follwing is link of Monthly Bayyenaat's comments on this tafseer)
    http://banuri.edu.pk/ur/node/409

    ReplyDelete
  26. Jazak Allah Khmer Allah apko is ka both ajar day

    ReplyDelete
  27. Subha nalla. Alla u tala aap ko jza e kair de.Ap ki satiyon ko apne fazal se nawaze. AMEEN.

    ReplyDelete
  28. MASHALALH...ALLAH Aap ko jzay kher Ata farmay..ameen

    ReplyDelete
  29. اللہ آپ کے درجا ت بلند عطا فرما ۓ سا قب بھا یٔ

    ReplyDelete
  30. Muhammad Awais ur Rehman19 June 2012 at 01:52

    mashaALLAH ALLAH ap ko jaza da je ny b upload kia hy

    ReplyDelete
  31. Muhammad Ahmed22 June 2012 at 11:03

    جزاک اللہ

    ReplyDelete
  32. jo jo zria bna he, sab ko allah nabi kreem ka sath nseeb kry

    ReplyDelete