Friday, 3 February 2012

Tas'heel Tarbiyat -us- Salik By Shaykh Ashraf Ali Thanvi (r.a)

Read Online


Volume 1  Volume 2 Volume 3 Volume 4


Islamic Books Library  Download


Volume 1 [29.1] Volume 2 [36.1] Volume 3 [40.2]  Volume 4 [34.2]

12 comments:

  1. jazakALLAh jazakALLAH Musalman Bhai buhat he umda aur ahm aur laajawb kitab share k ha
    jiss ka mujhe bhat intezaar bhe tha. ALLAH SWT aap ko apni shayan-eshayan iss ka badla atta fermae.
    aur jald az jald baaqi volumes bhe share kerdain tu buhat meharbani hogi.

    ReplyDelete
  2. ZABARRRRRRRRRRRRRRRDASTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTT

    JZK

    ReplyDelete
  3. عرب دنیاکے لوگوں نے چودہ سو سالہ ذخیرہ بڑی محنت اور فراخ دلی کے ساتھ علم کی خدمت کے لئے نیٹ پر ڈال دیا ہے جس کی ایک روشن مثال مکتبہ شاملہ ہے۔مگر ہمارے یہاں بدقسمتی سے علم کی خدمت کا وہ جذبہ موجود نہیں ہے۔یہ سائٹ اس سلسے میں بیاباں کی شبِ تاریک میں قندیل رہبانی کی نظیر ہے۔اللہ رب العزت حاسدین خصوصا مولوی حاسدین سے محفوظ رکھے۔یہ طبقہ کسی کی خوبی کے اعتراف میں سب سے بخیل طبقہ ہے الاماشااللہ
    سید متین حمد

    ReplyDelete
  4. ارتکازاحمدخان10 February 2012 at 05:45

    اسلام علیکم رحمتہ اللہ برکاتہ
    jazakAllah : Musalman Bhai ki baat hi kuch aur hain ? Buhat he bahitreen aur umda kitab share k hai jo milna buhat mushkil th Allah ne is kami ko pura kardiya .Allah app ku is ka dunya aur aaqirat main buhat ajar deinga.

    ReplyDelete
  5. Abumassab Muhammad Nawaz Taib11 February 2012 at 03:27


    mateen ahmad :عرب دنیاکے لوگوں نے چودہ سو سالہ ذخیرہ بڑی محنت اور فراخ دلی کے ساتھ علم کی خدمت کے لئے نیٹ پر ڈال دیا ہے جس کی ایک روشن مثال مکتبہ شاملہ ہے۔مگر ہمارے یہاں بدقسمتی سے علم کی خدمت کا وہ جذبہ موجود نہیں ہے۔یہ سائٹ اس سلسے میں بیاباں کی شبِ تاریک میں قندیل رہبانی کی نظیر ہے۔اللہ رب العزت حاسدین خصوصا مولوی حاسدین سے محفوظ رکھے۔یہ طبقہ کسی کی خوبی کے اعتراف میں سب سے بخیل طبقہ ہے الاماشااللہسید متین حمد
    بالکل میں آپ سے اتفا ق کرتا ہوں مگر ایک بات اس میں اضافے کے لیے عرض کروں کے فرقہ باطلہ نے اس میدان میں بہت کام کیا ہے آپ بریلوی حضرات کو لیں کہ انھوں نے فتوٰی رضویہ کا سوفٹ وئیر بنا دیا ہے جو کہ تیس جلدوں میں ہے مگر سوفٹ وئیر صرف ایک سو ایم بی کا ہے اس علاوہ بھی سوفٹ وئیر بنا دیے ہے مگر ہم اس میدان میں پیچھے رہے ہیں
    ہمارے علماء کرام جائز و ناجائز کے چکروں میں رہے اور باطل کام میں لگا رہا
    جیسے ہمارے علماء انگریزی کے بارے میں کہتے رہے مگر اب انگریزی کی ضرورت کو سمجھا گیا
    چلو دیر آئے درست آئے
    جزاک اللہ مسلمان بھائی
    جزاک اللہ مولانا عابد جمشید

    ReplyDelete
  6. Zabardast kitab hai.May Allah bless him who has shared this book.

    ReplyDelete
  7. The book is great.Hope we get more of them.

    ReplyDelete
  8. The book is great.

    ReplyDelete
  9. asalam o alaikum. boht achi koshish hai ALLAH aap ko ajar aur is mein barkat ata farmaye . lekin muje aik ashkal hai k is website ki sanad kiya hai k yeh ulamae haq ya ulamae deoband hi ki hai. kyoon k aaj kal to fitnoon ka zamana hai koi b kuch b ghalat mawad kisi se b mansoob kar sakta hai,

    ReplyDelete
  10. Attiq Bhai jetni v kitabain is website per upload ki gayi hai aap randomly koi v ek choice kijye. Fir market se wahi kitab kharid kar lafz ba lafz mila lizye. Aapne local Ulema se v aap raabta kar sakte hai. Main ye baat manta is website ki kuch kitabain (max. 1%-2%) Ahle Hadith Aalim ki likhi hui hai. Allah hum sab ki hifazat farmaye. Ameen.


    attiq ahmed :
    asalam o alaikum. boht achi koshish hai ALLAH aap ko ajar aur is mein barkat ata farmaye . lekin muje aik ashkal hai k is website ki sanad kiya hai k yeh ulamae haq ya ulamae deoband hi ki hai. kyoon k aaj kal to fitnoon ka zamana hai koi b kuch b ghalat mawad kisi se b mansoob kar sakta hai,


    ReplyDelete
  11. Hazrat hamari koshish tau 100% ulama e deoband ki kitabayn publish karna hai aap please ahlehadith ki kitabon ki nishan-dahi kar dayn.
    Jazakallah

    ReplyDelete

  12. Musalman Bhai :
    Hazrat hamari koshish tau 100% ulama e deoband ki kitabayn publish karna hai aap please ahlehadith ki kitabon ki nishan-dahi kar dayn.
    Jazakallah



    Hazrat is aazeez ne firqa Ahle Hadith ki sadeed hamley sirf Ulema-e-Deoband per he nahi balke charo Aimma, khususanh Imam Abu Hanifa (ra) per dekhi hai. Sirf itna he nahi balke un Ulema ki kitab publishers per v aitraz zaheer kia gaya hai jo unki kitabain chapte hai. Chahe wo kitab Quran ki Tafseer ya sirf Hadees ka Tarzuma q na ho! Isliye main unki publisher per v aitmad nahi karta hu. Waise Ahle Hadith log kitabon ki tehrif karne per bohut maheer hai. Behrehal:

    "Rahmatul -lil- Aalameen" k musannif Shaykh Qazi Muhammad Sulaiman Salman Mansoorpuri Ahle Hadith thay. Is k siwa "Tabeer-ur-Ruya" aur "Injeel Barnabaas" Ahle Hadith "Publishing" house se hai.

    Kehne ki baat bohut kuch hai lekin samajdar ko isara kafi hai.

    ReplyDelete