Sunday, 11 December 2011

Rahmatullah -hil- Wasiah By Shaykh Saeed Ahmad Palanpuri

Read Online
Volume 1 Volume 2 Volume 3 Volume 4 Volume 5
Photobucket
Volume 1 [61.3] Volume 2 [00.0] Volume 3 [50.7] Volume 4 [50.0] Volume 5 [51.8]


Courtesy of Ahlehaq.org

12 comments:

  1. jazakALLAH maine kitab download k ha magar shayad volume-2 abhe tek upload nahi hue

    ReplyDelete
  2. 2nd volume abhi available nahein , inshallah soon

    ReplyDelete
  3. plz volume 2 upload kare dua le musalmano ki

    ReplyDelete
  4. Asslam-o-Alaikum
    I need Volume 2
    please upload it
    wasalam

    ReplyDelete
  5. NOT AVAILABLE YET , SOON INSHALLAH

    ReplyDelete
  6. Kitaab ko khareedien jaise koi baccha school ki kitaabein khareed taa ho, apna paisa Deen ke liye kharch karein, Deen ki har cheez mufatt mein kyun haasil karein?

    ReplyDelete
  7. bhai salman ne jo kaha waise tu sahi ha aur jiss k hasiat ho wo zaroor khareede magar agar mere jaise ghareeb nahi khareed sakte aur un k liye agar Musalaman Bhai eik neeki ka kaam ker rahain ha tu hona tu ye chahiye k aap uss k uss amal k tareef karain aur aap ko jazakALLAH kahna chaiye naa k ye likhna k jiss ko kitaab chahiye wo khareed ker parhe
    umeed k mind nahi kerain ga

    ReplyDelete
  8. lekin sb say achi baat ya ha k hamain is blog pr wo books mill jati hn jo market ma available ni hotin, or aise kitab jb yahan say mil jati ha to muslman bhi k liyay bht duaain dil say nikalti hn

    ReplyDelete
  9. muta'allim, dora hadees4 February 2012 at 07:50

    jazakallahu khaira
    allah aap ko boht boht jazaye khair ata farmaye, or donon jahan ki khushiyan ata farmaye.
    aameen
    mukhtalif sites par aap ki share ki hui kitabon se mujhay bhi boht faida ho raha hay.
    mere pass mobile me ye kitabein chal jati hain, or samjho kitab hath me aa jati hay
    kuch dinon se fathul mulhim lene ka soch raha tha, yahan nazar aai to khshi ki intiha na rahi, or dil se aap ke liye duaein nikleen.
    allah aap ko mazeed musalmanon ki khidmat ki tofeeq ata farmaye.
    aameen
    1 allah ka banda
    dora e hadees
    jamiatul uloomil islamiyyah, binori town (new town)

    ReplyDelete
  10. mein Shaykh Saeed Ahmad Palanpuri ka sharh Tirmizi ka muntazir. uska nam Tuhfah al alma'i, kiya ap ke pas he? ummid upload karien

    ReplyDelete