Wednesday, 7 December 2011

Tajalliyat -e- Safdar - 7 Volumes - By Shaykh Muhammad Ameen Safdar Okarvi (r.a)

Read Online
Volume 1 Volume 2 Volume 3 Volume 4 Volume 5 Volume 6 Volume 7
Photobucket
Download
Volume 1 Volume 2 Volume 3 Volume 4 Volume 5 Volume 6 Volume 7


Courtesy of Ahlehaq.org

7 comments:

  1. mashaALLAH musalman bhai buhat hee umdaa aur aham kitab share k ha. ALLAH SWT ne moulana AMEEN Safder Okarvi RH se jiss tarh gumrah firqoon k naakoon chanee chabwae uss ko parh ker hamain shuker aur gumrah logoon ko ibrat leni chahiye.
    jazakALLAH
    agar iss k sath mufti taqi usmani sahab DB k kitab
    Bible se quran tek
    Nuqoosh-e-raftagaaan
    bhe share kerdain tu buhat faeda hoga jazakALLAH

    ReplyDelete
  2. Jazak Allah

    I have downloaded the complete book. But I found that volume-1 contains only 298 pages. Total pages of book as give in index are 653. I have a request that please upload complete book.

    ReplyDelete
  3. Assalamalaikum.

    Maulna Muhammad Ameen Safdar Okarvi (r.a) ki “Tajalliyat -e- Safdar” hazaro sawalo ka zawab hai. Ye kitab Hazrat ki ilmi majameen ka mustanad majmuahai. Lekin Kuch arsa pehle iski Pehli Zild ka mutala internet se download karke kiya. Padhne mai dushwari ho rahi thi to chorna pada. India mai ye kitab chapa aur mere hato v agaya. Lekin koi faida nahi hua. Wajah iski ye thi k soft copy ki tarha hard copy v sahi se chapa nahi aur katib ne to spelling mistake ki had kardi. Agar kisis k paas Pehli Zild ki sahi copy hoto please share karay.

    Jazak Allah

    ReplyDelete
  4. mohammad ahtsham8 December 2011 at 06:36

    salam to aall
    brothers
    jab ye kitab me ne parhi to chand din baad mere paas aik ahli hadees ka aadmi mere paas aaya or kehne lga
    aao bhai deen ki batein karein
    chananche IDAREY ME ME DARHI WALA ME HI THA to us ne munazra shuru kar dia ....or hanfi par iatraz shuru kar diye
    me ne ye kitab parhi thi .... or is se faida hasil kia is lye us
    poorey idarey k samne ruswa kia..
    phir wo nokri se bhaag gya..


    GEO TO AISEY

    ReplyDelete
  5. masha Allah jazk Allah

    ReplyDelete
  6. میں خود دیوبندی ہوں الحمد للہ حیر المدارس کا فاضل ہوں لیکن ایک بات عرض کرنی ہے کہ تجلیات صفدر میں صفحہ نمبر488جلدنمبر5 میں جو عبارت ہے اس پر ایک غیر مقلد اعتراض کرتا ہے اس کا جواب چاہیے



    http://www.youtube.com/watch?v=UgB2JBLYZTs&feature=related

    ReplyDelete